Yeh mann tanhayeon mein roye
Na yeh pyar ki paribhasha samjhe
Isse bas kamiya kyun dikhti hai
Achaiya kyun nazarandaz ho jaati hai
Apne aap ko sawalon se hairaan karta hai
yeh mann khud se hi anjaan rehta hai
Kabh yeh mann pyar ko samjhega
Kabh yeh dil ki icha poori karega.....
2 comments:
Insaan kee zindagi mein mann hee toh ek kameena hain,
jisne kiya mushkil sabka jeena hain
Mann ko manana agar itna asaan hota
toh yeh jeena bhi koi jeena hain!
You know what is weird..I don't remember when i wrote it..
But Nice one Deepu!
Post a Comment